Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Ja Kar Haleema Lyrics in Urdu is a soulful new Rabi ul Awwal naat sharif that beautifully captures the love and respect for the blessed household of Prophet Muhammad ﷺ. Presented in Urdu naat lyrics, this heart-touching kalam reminds listeners of the devotion of Hazrat Haleema and the spiritual blessings of this sacred month. Explore the complete Yeh Kehti Thi Haleema lyrics in Urdu here and feel the warmth of faith, love, and spirituality in every verse of this Rabi ul Awwal naat.
Ye Kehti Thi Ghar Ghar Me Ja Kar Haleema Lyrics in English
Ye kehti thi ghar ghar mein ja kar Haleema
Mere ghar mein Khairul Waraa aa gaye hain
Bade auj par hai mera ab muqaddar!
Mere ghar Rasool-e-Khuda aa gaye hain
Ye kehti thi ghar ghar mein ja kar Haleema..
Uthi chaarsu rehmaton ki ghataye
Mu-attar mu-attar hai saari fazayen
Khushi mein ye Jibreel nagme sunayein
Wo Shafa-e-Roz-e-Jaza aa gaye hain
Ye kehti thi ghar ghar mein ja kar Haleema..
Ye zulmat se kehdo andhere uthaale
Ke hai har taraf ab ujale ujale
Kaha jinko Haq ne Sirajam-muneera
Mere ghar wo Noor-e-Khuda aa gaye hain
Ye kehti thi ghar ghar mein ja kar Haleema..
Ye sunkar sakhi aapka aastana
Hai daaman pasare huwe sab zamana
Nawason ka sadqa nigah-e-karam ho
Tere dar pe tere gada aa gaye hain
Ye kehti thi ghar ghar mein ja kar Haleema..
Mukarrab hai beshak Khaleelo Najee bhi
Badi shaan waale Kaleemo Maseeh bhi
Liye Arsh ne jinke qadmon ke bosey
Wo Ummi laqab Mustafa aa gaye hain
Ye kehti thi ghar ghar mein ja kar Haleema..
Khuda ke karam se Nakirain aa kar
Kahenge ziyaarat ka muzdah suna kar
Utho behr-e-tazeem Noorul Hasan ab
Lahad mein Rasool-e-Khuda aa gaye hain
Ye kehti thi ghar ghar mein ja kar Haleema..
Ye Kehti Thi Ghar Ghar Me Ja Kar Haleema Lyrics in Hindi
ये कहती थी घर घर में जा कर हलीमा
मेरे घर में ख़ैर-उल-वरा आ गए हैं
बड़े औज पर है मेरा अब मुक़द्दर
मेरे घर हबीब-ए-ख़ुदा आ गए हैं
ये कहती थी घर घर में जा कर हलीमा..
उठी चार-सू रहमतों की घटाएँ
मु’अत्तर मु’अत्तर हैं सारी फ़ज़ाएँ
ख़ुशी में ये जिब्रील नग़्मे सुनाएँ
वो शाफ़े’-ए-रोज़-ए-जज़ा आ गए हैं
ये कहती थी घर घर में जा कर हलीमा..
ये ज़ुल्मत से कह दो कि डेरे उठा ले
कि हैं हर तरफ़ अब उजाले उजाले
कहा जिन को हक़ ने सिराज-म्मुनीरा
मेरे घर वो नूर-ए-ख़ुदा आ गए हैं
ये कहती थी घर घर में जा कर हलीमा..
मुक़र्रब हैं बेशक ख़लील-ओ-नजी भी
बड़ी शान वाले कलीम-ओ-मसीह भी
लिये ‘अर्श ने जिन के क़दमों के बोसे
वो उम्मी लक़ब मुस्तफ़ा आ गए हैं
ये कहती थी घर घर में जा कर हलीमा..
है सुन कर सख़ी आप का आस्ताना
है दामन पसारे हुए सब ज़माना
नवासों का सदक़ा, निगाह-ए-करम हो
तेरे दर पे तेरे गदा आ गए हैं
ये कहती थी घर घर में जा कर हलीमा..
ख़ुदा के करम से नकीरैन आ कर
कहेंगे ज़ियारत का मुज़्दा सुना कर
उठो बहर-ए-ताज़ीम, नूरुल हसन! अब
लहद में रसूल-ए-ख़ुदा आ गए हैं
ये कहती थी घर घर में जा कर हलीमा..
Ye Kehti Thi Ghar Ghar Me Ja Kar Haleema Lyrics in Urdu
یہ کہتی تھی گھر گھر میں جا کر حلیمہ
میرے گھر میں خیرالوریٰ آ گئے ہیں
بڑے عوج پر ہے میرا اب مقدّر
میرے گھر رسولِ خُدا آ گئے ہیں
یہ کہتی تھی گھر گھر میں جا کر حلیمہ
اُٹھی چارسو رحمتوں کی گھٹائیں
معطّر معطّر ہیں ساری فضائیں
خوشی میں یہ جبرئیل نغمے سنائیں
وہ شافعِ روزِ جزا آ گئے ہیں
یہ کہتی تھی گھر گھر میں جا کر حلیمہ
یہ ظُلمت سے کہ دو اندھیرے اُٹھالے
کہ ہے ہر طرف اب اُجالے اُجالے
کہا جن کو حق نے سراجُ المنیرا
میرے گھر وہ نورِ خُدا آ گئے ہیں
یہ کہتی تھی گھر گھر میں جا کر حلیمہ
یہ سُن کر سخی آپ کا آستانہ
ہے دامن پسارے ہوئے سب زمانہ
نواسوں کا صدقہ نگاہِ کرم ہو
تیرے در پہ تیرے گدا آ گئے ہیں
یہ کہتی تھی گھر گھر میں جا کر حلیمہ
مقرّب ہے بیشک خلیل و نجی بھی
بڑی شان والے کلیم و مسیح بھی
لیئے عرش نے جن کے قدموں کے بوسے
وہ اُمی لقب مصطفٰی آ گئے ہیں
یہ کہتی تھی گھر گھر میں جا کر حلیمہ
خُدا کے کرم سے نکیرین آ کر
کہیں گے زیارت کا مژدہ سنا کر
لہد میں رسولِ خُدا آ گئے ہیں
یہ کہتی تھی گھر گھر میں جا کر حلیمہ
Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Ja Kar Haleema Video
Watch! Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Ja Kar Haleema recited bt Alhaj Mohammad Owais Raza Qadri sahab. A special Rabi Ul Awwal Naat Sharif full of spiritual love and blessings.
Related searches -
Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Ja Kar haleema Lyrics in urdu
Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Ja Kar Haleema MP3 download
Dai Haleema deve naat lyrics in Urdu
ये कहती थी घर घर में जा कर हलीमा lyrics








