Nabi Sayed Ul Ambiya Ke Barabar Lyrics | New Rabi Ul Awal Naat 2025, recited by Yashfeen Ajmal Shaikh, originally sung by the legendary Nusrat Fateh Ali Khan. Audio by Mesum Zaidi (Lawa Digital) and video by YAS Production, this heartfelt tribute captures the spirit of 1500 Sala Jashne Wiladat. Presented under YAS Records. We hope this kalam touches your heart — please like, share & spread it. Thank you! ❤️
Lyrics in English
Tujhe Rab Ne Kiya Banaya
Makke Madine Wale..
Ye Koi Samajh Na Paya
Makke Madine Wale..
Nabi Sayed Ul Ambiya Ke Barabar,
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga,
Muhammad ﷺ. Ka Sani Muhammad Ka Hamsar,
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Agar Hai To Ek Zaat Allah Ki Hai,
Jo Zaat E Muhammad ﷺ Se Ala Hai Warna,
Muhammad ﷺ Se Ala Muhammad ﷺ Se Bartar,
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Zulaikha Thi Jis Pe Fida Jaan o Dil Se
Wo Yousuf Bare Khubsurat The Lekin,
Rukh e Mustafa ﷺ Se Haseen Roo e Anwar,
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Nabi Sare Mehmoob Hain Kibriya Ke,
Magar Ye Bhi Sach Hai Bajuz Mustafa ﷺ. Ke,
Habib e Khuda Dono Alam Ka Dilbar,
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Barai Main PurNam Wo Baad’az Khuda Hain,
Shah e Ambiya Hai Shah e Dosara Hain,
Bashar Un K Rutbe Ka Allah Hu Akbar,
Na Pehle Tha Koi Na Ab Hai Na Hoga
Nabi Sayed Ul Ambiya Video
Credits & Copyrights
Title | Nabi Sayed Ul Ambiya |
Vocals | Yashfeen Ajmal Shaikh |
Original Artist | Nusrat Fateh Ali Khan |
Audio | Mesum Zaidi (Lawa Digital) |
Video | YAS Production |
Feature | Yashfeen Ajmal Shaikh |
Label | YAS Records |
Found mistakes in the lyrics? Sign in from the menu to edit lyrics or submit corrections via email.
Original: Nusrat Fateh Ali Khan
If you’re enjoying reading lyrics on our site, don’t forget to share them with your family and friends! Also, if you’ve any feedback or suggestions, feel free to share your feedback.
Thank you for being part of our journey, Team SRLyrics