Lyrics in English
Khushiyan manao Sarkar aaye!
Diye jalao Sarkar aaye!
Aamad-e Mustafa marhaba!
Aamad-e Mustafa marhaba!
Haq hai~
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa ya Nabi
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa~
Sayyadi murshidi ya Nabi ya Nabi
Sayyadi murshidi ya Nabi ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi~
Sabse aakhir me aakar aala muqam paaye
Jo aakhri nabi hain wo shah-e aalam aaye
Dil ko chamkao Sarkar aaye!
Diye jalao Sarkar aaye!
Aamad-e Mustafa marhaba
Aamad-e Mustafa marhaba
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa ya Nabi
Marhaba marhaba
Aamad-e Mustafa~
Sarkar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Sardar ki aamad marhaba
Dildar ki aamad marhaba
Sare Rasoolon, Nabiyon ne di aa kar salami
Har Adna wo aala ne ki hai jinki gulami
Nazrein jhukao Sarkar aaye!
Diye jalao Sarkar aaye!
Aamad-e Mustafa marhaba!
Aamad-e Mustafa marhaba!
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa ya Nabi
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa~
Sayyadi murshidi ya Nabi ya Nabi
Sayyadi murshidi ya Nabi ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi~
Charon taraf hain phaile purnoor se nazare
Galiyan sari saji hain saj gaye bazar saare
Ghar ghar sajao Sarkar aaye!
Diye jalao Sarkar aaye!
Aamad-e Mustafa marhaba!
Aamad-e Mustafa marhaba!
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa ya Nabi
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa~
Sayyadi murshidi ya Nabi ya Nabi
Sayyadi murshidi ya Nabi ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi~
Mil-Jul kar jashn manaye Sarkar ki amad hai
Ahlau wa sahlan marhaba Ahlau wa sahlan marhaba
Jhande lehrao Sarkar aaye!
Diye jalao Sarkar aaye!
Aamad-e Mustafa marhaba!
Aamad-e Mustafa marhaba!
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa ya Nabi
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa~
Sayyadi murshidi ya Nabi ya Nabi
Sayyadi murshidi ya Nabi ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi~
Sarkar ki aamad ne har gulsitañ mehkaya
Phoolo kaliyon par dekho Ghazi nikar aaya
Naare lagao Sarkar aaye!
Diye jalao Sarkar aaye!
Aamad-e Mustafa marhaba
Aamad-e Mustafa marhaba
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa ya Nabi
Marhaba marhaba ya Nabi
Aamad-e Mustafa~
Karo shurk adaa aa gaye Mustafa!
Karo shurk adaa aa gaye Mustafa!
Karo shurk adaa aa gaye Mustafa!
Karo shurk adaa aa gaye Mustafa!
Aa gaye Mustafa!
CREDITS
Title: Khushiyan Manao Sarkar Aaye
Artist: Shakeel Ashraf
SubBy: Shoaib Raza
Label: Studio5