Mere Ghar Ram Aaye Hain Lyrics – Jubin Nautiyal, Payal Dev sung by Jubin Nautiyal and composed by Payal Dev. Written by Manoj Muntashir and produced by Aditya Dev, the song reflects the joy of Lord Ram’s arrival. Released by T-Series, it features vibrant visuals by DOP Abhay Balkawade and has become a festive favorite.
Lyrics in English
Meri chaukhat pe chal ke
Aaj charon dhaam aaye hain
Bajao dhol swagat mein
Mere ghar ram aaye hain
Katha shabri ki jaise jud gayi
Meri kahani se
Naa roko aaj dhone do charan
Aankhon ke paani se…
Bahut khush hain mere aansu ke
Prabhu ke kaam aaye hain
Bajao dhol swagat mein
Mere ghar ram aaye hain
Tumko paake kya paya hai
Shrashti ke kan kan se puchho
Tumko khone ka dukh kya hai
Kaushallya ke man se puchho
Dwaar mere yeh abhage
Aaj inke bhaag jaage..
Badi lambi intezaari huyi
Raghuwar tumhari tab aayi hai sawari
Sandeshe aaj khushiyon ke
Hamare naam aaye hain
Bajao dhol swagat mein
Mere ghar ram aaye hain
Darshan paake ae avtaari
Dhanya huye hain nain pujaari
Jeevan naiyaa tumne taari
Mangal bhawan amangal haari
Mangal bhawan amangal haari
Nirdhan ka tum dhan ho raghav
Tum hi ramayan ho Raghav!
Sab dukh harna avadh bihari
Mangal bhawan amangal haari
Mangal bhawan amangal haari
Mangal bhawan amangal haari
Charan ki dhool le loon main
Mere bhagwan aaye hain
Bajao dhol swagat mein
Mere ghar ram aaye hain
Meri chaukhat pe chal ke
Aaj charon dhaam aaye hain
Bajao dhol swaagat mein
Mere ghar Ram aaye hain
Lyrics in Hindi
मेरी चौखट पे चल के
आज चारों धाम आए हैं
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आए हैं..
कथा शबरी की जैसे जुड़ गयी
मेरी कहानी से..
ना रोको आज धोने दो चरण
आँखों के पानी से
बहुत खुश हैं मेरे आँसू के
प्रभु के काम आए हैं..
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आए हैं
तुमको पाके क्या पाया है
श्रष्टी के कण कण से पूछो
तुमको खोने का दुख क्या है
कौशल्या के मन से पूछो
द्वार मेरे ये अभागे..
आज इनके भाग जागे
बड़ी लंबी इंतेज़ारी हुई
रघुवर तुम्हारी तब आई है सवारी
संदेशे आज खुशियों के
हमारे नाम आए हैं..
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आए हैं
दर्शन पाके आए अवतारी
धन्य हुए हैं नैन पुजारी
जीवन नैया तुमने तारी
मंगल भवन अमंगल हारी
मंगल भवन अमंगल हारी
निर्धन का तुम धन हो राघव
तुम ही रामायण हो राघव
सब दुख हरना अवध बिहारी
मंगल भवन अमंगल हारी
मंगल भवन अमंगल हारी
मंगल भवन अमंगल हारी
चरण की धूल ले लूँ मैं
मेरे भगवान आए हैं
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आए हैं..
मेरी चौखट पे चल के
आज चारों धाम आए हैं
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आए हैं
Mere Ghar Ram Aaye Hain Video
Watch! Mere Ghar Ram Aaye Hain – Jubin Nautiyal & Payal Dev’s soulful Diwali 2025 song. Written by Manoj Muntashir, music by T-Series.