Main mar bhi jau to watan ye yaad rahega
Sadiyon se hai aabad aur aabaad rahega
Mitti mein hai jo iski mahek aur na kahin
Mere khoon ka har qatra zindabad kahega
Oo oo oo oo
Khwab se bhi hai badi mere desh ki kahani
Bazu’on me itna dam ki palat de rawani
Kitno ne luta di iski shaan mein jawani
Ek pal na socho padey jaan bhi gawani
Main mar bhi jau to watan ye yaad rahega
Sadiyon se hai aabad aur aabaad rahega
Mitti mein hai jo iski mahek aur na kahin
Mere khoon ka har qatra zindabad kahega
Pahunchu kahi bhi main meri pehchan rahega
Mere desh ka Tirange meri shaan rahega
Mitti mein hai jo iski mahek aur na kahin
Mere khoon ka har qatra zindabad kahega
Main mar bhi jau to watan ye yaad rahega
Sadiyon se hai aabad aur aabaad rahega
Mitti mein hai jo iski mahek aur na kahin
Mere khoon ka har qatra zindabad kahega
Kashmir se leke Kanyakumari
Duniya mein alag baat hai hamari
Kitne hon dharm kitni hon bhashayein
Par ekta na tootti hamari
Main mar bhi jau to watan ye yaad rahega
Sadiyon se hai aabad aur aabaad rahega
Mitti mein hai jo iski mahek aur na kahin
Mere khoon ka har qatra zindabad kahega
Main Mar Bhi Jau To Watan Ye Yaad Rahega Lyrics | Jannat Zubair
